Here it is - my first english poem. I still wonder how it came out of me. Good or bad, it's for you to decide.
Lonely here, I feel,
Don't know why do I reel,
Times come and fly,
But I hear no reply,
In my heart, there is a twitch,
But nothing helps,
Its torn and no one can stitch.
Alone here I am, in the garden of thoughts.
I see pansies, and I think I am lost.
I see thee rose,
And I want to sing,
But only comes, a sad prose.
I close my eyes,
I see your face,
My soul tries to find you,
But there's nothing but space.
O, now I know,
Sweet is Love,
And you - my lovely,
But torture it is,
To be away and lonely.
Thursday, January 20, 2005
Sunday, January 16, 2005
Fasana
Another one from Divs. I just love her poems.
Jab mausam main bahar ayegi
Jab mausam main bahar ayegi
Baagh main nayi koi kali muskurayegi
Bhavra jab uske liye geet gungunayega
Tumhe bhule se hi par yeh deewana yaad ayega
Shaam ko jab suraj dhal jayega
Raat ka kaala andhera chhayega
Chand sitaron ko pyar ka tarana sunayega
Tumhe bhi meri mohabbat ka fasana yaad ayega
Ek din tumhe guzra zamana yaad ayega
Kuch dhundle chehro main mera chehra nazaar ayega
Kuch bhuli bisri baataon main meri zaara si koi baat yaad ayegi
Jo tumhe mere pyar ka ehsaas dila jayegi
Phir shayad meri mohabbat ek fasana ban jayegi
Ae Mere Deewane Yaar
This wonderful poem is from my friend Divya. (Thanks for dedicating this to me Divs). :-)
Ae mere deewane yaar
Khud par kar zaara sa aitbar
Mana tu hai bada bekarar
Tere dil par nahi tera ikhtiyar
Par thoda sa kar intezar
Ae mere deewane yaar yehi to hai pyar
Humko bhi to milna hai usse ek bar
Jiska karta hai tu shaamo sehar deedar
Jise dhoondti hai teri naazar
Jo aayi hai teri zindagi main banke bahar
Layi hai tere chehre par nayi nikhar
Ae mere deewane yaar yehi to hai pyar
Abhi to dekha tha use pehli baar
Abhi to hui hai akhe char
Abhi to kiya hai tune izhaar
Abhi to chal rahi hai meethi takraar
Yeh kar degi use bhi ek din bekaraar
Ae mere deewane yaar yehi to hai pyaar
Ab tak to woh teri chahat se thi bekhabar
Hoga teri chahat ka uspar dheere dheere asar
To kya hua agar aaj karti hai inkar
Kab tak na sunegi tere dil ki pukar
Kar legi ek din akhir ikraar
Ae mere deewane yaar yehi to hai pyar!!!!
Ae mere deewane yaar
Khud par kar zaara sa aitbar
Mana tu hai bada bekarar
Tere dil par nahi tera ikhtiyar
Par thoda sa kar intezar
Ae mere deewane yaar yehi to hai pyar
Humko bhi to milna hai usse ek bar
Jiska karta hai tu shaamo sehar deedar
Jise dhoondti hai teri naazar
Jo aayi hai teri zindagi main banke bahar
Layi hai tere chehre par nayi nikhar
Ae mere deewane yaar yehi to hai pyar
Abhi to dekha tha use pehli baar
Abhi to hui hai akhe char
Abhi to kiya hai tune izhaar
Abhi to chal rahi hai meethi takraar
Yeh kar degi use bhi ek din bekaraar
Ae mere deewane yaar yehi to hai pyaar
Ab tak to woh teri chahat se thi bekhabar
Hoga teri chahat ka uspar dheere dheere asar
To kya hua agar aaj karti hai inkar
Kab tak na sunegi tere dil ki pukar
Kar legi ek din akhir ikraar
Ae mere deewane yaar yehi to hai pyar!!!!
Friday, January 14, 2005
Match: Fourthies Vs Sophies - commentary thru pics
Clear Blue Sky! Weather is good today. This is Harry reporting from IIT grounds. Back to Sunny.
All set to PLAY
All set. Go!!
The Spectators
Aur ye teen lukkhe
Megha: Bola to bola.. doobara poochne ka nahi...kya..
Pauly... tu kyon itna khush ho raha hai
Hey Paul! Nice glance man!
Ameya: Meri Awaaz Suno :p
Kitna pain maaroge mujhe... (Mohit in thoughts)
Meena ki firki ka jadoo chal gaya
Middle stump knocked off... Nice bowling Harry!!
2 hue ki nahi...
furious Devoo with the maths...
See the smug look at our Vampire(Mohit Garg)
The Winning Team
Another shot of the Winning team.. One's just not enough :)
Sophies:
Ye na-insaafi hai Jugde saahab...
Hum haare nahi hain...
All photos with better resolution available at http://www.flickr.com/photos/skyknight/
Subscribe to:
Posts (Atom)